Online Business Introduction :
AoA, Jo Kam Hum Log Online Karte Hein Via Internet Or Via Electronic Internet Use Ussay Hum Online Work Kehte Hein, For Example Jaisa Kai Hum Log ATM Use Karte Hein To Hum Log Is Process Ko Online Transaction Kehte Hein Aur Issi Tarha Ager Hum Log Internet Per Kisi Sa Baat Karte Hein Skype,facebook ya Gtalk Per To Hum Is Procecss Ko Online Chat Kehte Hein.Issi Tarha Sa Ager Hum Koi Business Jo Internet Ko Use Kar Kai Online Karein To Aise Business Ko Hum Online Business Kehte Hein. For Example : If we can make a website tu hum log aagay internet per social media per advertisement kar sakte hein ager kisi ko Ager website banwani hai to hum sa rabta karein aur issi tarha ager kisi ko english grammer aati hai to wobi online teaching kar sakta hai, jis tarha aaj kal log online Quran sikhate hein aur issi tarha hum aaj kal Internet banking bi kar rahe hote hein, for example skype is good example of online business. ager kisi ko pc to mobile call karni hoti hai to skype yeh features daita hai logo ko kai aap credit use kar kai e-currency sa ya credit card sa balance lai sakte hein aur phir wo balance hum call ya sms main use kar sakte hein.Electronic - Currency : ( E-Currency )
Aik Aisa Bank Jo Physically Situated Ho yani Kisi Jagha Per Mojood Ho Aur World Wide Via Website Hum Log Use Kar Saktay Ho To Wo Bank E-Currency Bank Kehlata Hai,Aur Wo Jo Currency Yani Amount Hoti Hai Uss Bank Main Wo E-Currency Amount Ya Currency Kehlati Hai. Examples of E-Currency : 01- Paypal Jo Aksar Hum Different Websites Per Dhekhte Rehtay Hein, For Example Ager Kisi Website Per Hum Ne Domain Laina Ho ya Ager Kisi Website Per Hum Logo Ne Registration Karwani Ho Kisi Online Product Ki Ya Advertisement Ki. 02- Webmoney ( is sa hum log 180 countries main easyload kar sakte hein aik country main baithay baithay.) 03- Perfect Money ( yeh bi aik online electronic bank hai jo pakistan main bi supportive role ada kar raha hai.) 04- Payza yeh bi aik e-currency bank account hai. http://www.paypal.com http://www.webmoney.ru http://www.payza.com http://www.perfectmoney.comTypes Of Online Business Or Work :
01- Affiliate Marketing ( selling Products From Internet For Earning Commission ) 02- Network Marketing ( Create a Team , And Earn From Your Referrals ) 03- Product Resellar ( If you Have Software or Anyother Product, so you can sell in your own price ) 04- Online Captcha Entry ( Online Resolving Codes For Online Captcha Solver Companies Like Residual Vision ) 05- Blogging ( Make Blogs, Get Visitors On Your Blog And Then Run Advertisement Of Different Companies And Get Advertisement Price For Running Their Ads ) 06- Webdesigning ( If you Can Make Website , So you Can Get Orders Online From Internet From Different Websites) 07- Online E-Currency Services ( Like if any body want a domain from godaddy so you can give him/her via paypal ) 08- Forex Trading Standard Business ( Aik Aisa Business Jo Minutes Aur Seconds Main Live Horaha Hota Hai Unhein Hum Online Forex Trading Kehtey Hein, Is Business Ki Defination Alag Hai Jo Kai Neechay Tehreer Hai,Defination of Forex :
Lafz Forex Darasal ( Foreign And Exchange ) Sa Mil kar Bana Kar, Jis Kai Lafzi Meaning Currencies Kai Exchange Karnay Kai Hein,Forex Ko 1971 Main Qaim Kiya Gaya.Is Ki Daily Market yani Iss Sa Daily Honay Wala Business 5 Trillion Dollars USD Daily Ka Hota Hai Yani is market main daily 5 trillion dollars daily move hote hein. Forex Ki Zarorat Is Wajha Sa Paish Aayi Kyu Kai Pehle Jab Koi Kisi Dosri Country Main Jata Tha To Wahan Per Un Ko Currency Support Nahi Hoti Thi Aur Behas Bi Bohat Zyada Chalte Rehti Thi Kai Dollar Zyada Value Main Ya EUR Ki. To In Tammam Matters Ka Solution 1971 Main Nikal Lia Gaya Jo Kai Forex Hai.Forex Currency Value Set Karta Hai,Kisi Mulk Ki Currency Demand Sa Yeh Differene Nikal Kar Decide Karta HAi. Factors On Currency Values : Country Employement, Country Progress, Industries, Country Future Planing, Currency Policies, Country Services, Country Export Quality And Natural Materials ( Like Gold, Silver, Iron, Copper , Oil, Medicine Etc ) Ager China Main USA Kai Log Shopping Karein Gai Online ya Offline To Wo Log Dollars Dai Karein Gai, Aab China kai logo ko jab Chinies yuan chahiyeh hoongai, to wo dollars USA main dai gai ya open market main dein gai foreign and exchange ko ya world bank ko to un ko wo log dollars exchange kar kai dein gai. jo currency zyada chalati hai ya jis ki demand market main zyada hoti hai to wo currency high value aur stable hoti hai.lakin koi bi currency zyada dair tak aik jaisi nahi rehti.What Is Forex Trading ? Forex Trading Kia Cheez Hai ?
Answer : Currencies Ki Khareed Wa Faroogt Ko Hum Log Trading Kehte Hein. What Is Broker ? What Is Forex Broker Websites ? Broker Kon Hota Hai ? Answer : Trader Yani Jo Forex Trading Karnay Wala Person Hoga Wo Jo Bi Hukam Dai Jo Jo Trader Ka Hukam Pora Karay Broker Kehlata HAi, In simple Wording ( Forex Investment Website Jo Hamari Amount Ko Hold Karay Aur Hum Ko Forex Karnay Kai Liye Services Dai Wo Broker Kehlati HAi)How Broker Earn ? Broker Kis Tarha Sa Earning KArta Hai Aur Uss Ki Source Of Income Kya Hoti Hai ? Ya Wo Humein Forex Karnay Kai Liye Platform Kyu Daita Hai Aur Ya Forex Broker Website Kai Admin Ka Faida Kiya Hai ?
Answer : Forex Broker Hamaein Services Provide Karte Hein To Badlay Main Hum Logo Sa Wo Hamari Trading Main Sa Fees Aur Commission Charge Karte Hein.What Is Swap ?
Swap Aik Interest Yani Soodi Account Hota Hai To Jo Log Muslim Hote Hein Wo Swap Free Account Use Karte Hein,Jo Kai Broker Website Pehle Ask Karti Hai During Sign Up.Forex Types :
There Are Two Types Of Forex as Following 01- Currencies ( EUR,USD,AUD,GPB or Yen ) 02- Commodities ( Crude Oil, Silver, Gold, Iron And Copper etc etc )Basics Of Forex :
Hamaray Pass 3 basics hoti hein forex main. 01- Techniqal analysis ( hum log graph ko watch kar kai market ka andaza lagate hein ya hum log graph ko check kar kai watch kar kai predition karte hein kai aagay market kaha ja sakti hai ) 02-Fundamental Analysis : Kisi Country Ki Polical News, Kisi Country Ki Weather Report , Unemployement or Employement , Business Deal , Profit Dealing Ya Invention Ki Reports Ko Dhekh Kar Ager Hum Log Future Predication Karte Hein To Uss Ko Hum Log Fundamental Analysis Kehte Hein. 03- Time analysis : Time Ko Analysis Karna Kai Kis Time Per Hum Logo Ko Market Watch Karni Hai , Ya Kis time per Hum Logo Ko Trading KArni Hai, Order Ko Kis Tarha Set Karna Hai. EtcWhat We Do In Forex ? Forex Main Hum Kis Tarha Earn Karte Hein Aur Is Ki aik Aur Example :
Forex Trading Jis Tarha Hum Ne Aap Ko Pehle Samjhaya Kai Currencies Ka Exchange Aur Uss Ki Values Ko Ager Hum Log Decide Karte Hein Aur Uss Per Ager Business Karte Hein To Forex Trading Kehlata Hai, In Other words Ager Hum 2 currencies ka competition karte hein to uss ko hum forex trading keh sakte hein. Forex trading system main humein broker website jahan per hamari forex investment hoti hai wo hum ko aik software daita hai. broker software of forex trading main hamary pass Investment Hoti Hai Wo Software Main Show Horahi Hoti HAi Aur Hamaray Pass 2 way hote hein earning kai Aik Tab Jab Market Graph Uper Ja ay Aur Aik Tab Jab Market Graph Nechay Ja ay. In Ko Bit/Ask Kehte Hein, In Simple Wording Buy/Sell Aur Bullish/Bearish Bi Kehte Hein. In Software We Have Only Buy/Sell , It Means We Have a Pair EUR/USD if we support EUR so we will having to pick Buy Ager Hum USD ko Support Karein Gai To Hum Log Phir Sell Ko Choose Karein GAi. Market Main 3 Points Hote Hein Jo As Following Hein. 01- High 02- Middle 03- Lower High Point : Jo Uper Ki Taraf Ja ay Middle : Jis Point sa hum Trading Start Karte Hein Lower : Jo Neechay Ki Taraf Ja ay.Requirements of Forex : Forex Kis Tarha Kar Sakte Hein :
Forex Karnay Kai Liye Hum Ko Investment Chahiyeh Hoti Hai Jo Kai Hum Credit Card , Master Card Kai Zarye Bi Kar Sakte Hein Lakin Yeh Process Thoda Expensive Hai Issi Wajha Sa Aaj Kal Log Forex Trading E-Currencies Sa Kar Rahe Hein. Aik Broker Website Jahan Per Hum Trust Kai Sath Investment Kar Sakte. Hum Ko yeh Maloon Hoona Chahiyeh KAi Forex Kai Software Ko Kis Tarha Use Kar Sakte Hein Or How To Set Up Forex Trading.Forex Trading Rewards or Bonus Postings :
English forums kuch aise hein jahan per ager hum logo ko forex trading dein ya sirf forex disccussion karein to hum ko wo log rewards daitay hein. for example mere mind main ager aik question hai , what will be price of gold after 2014? ya mera question kuch aisa hai kai forex is part time business for student and full time for home ladies or house wife, etc aise forums per answers dainay kai bi 0.20$Bonus , 0.30$ Bonus Kai Milte Hein, Jo Kai Hum Cashout Nahe Karwa Sakte , Lakin Hum Log In Bonus Posing REwards Per Trading Kar sakte Hein Aur Ager Hum Ko Profit Hota Hai In Trading Per To Hum Log Wo Trading Balance of Profit Cashout Karwa Sakte Hein. How To Sign Up On Free Trading Balance To Earn Money, Forex Bina Investment Kai Free Main Kis Tarha Kar Sakte Hein ? Answer : English Forums Per Ager Hum Comments Karein To Free of Cost Hum Investment Forex Hasil Kar Sakte Hein, is kai liye hum ko wahan english forum per comment karnay hote hein, wahan per log do tarha sa earning karte hein wo following hai , 01- helping others by giving comments 02- asking help by asking questions per question aur per answer ka comment karnay kai wo english forum hum ko 0.20$ daita hai.yani ager hum daily 100 comments karte hein to 20$ daily bonus earn kar sakte hein aur yeh amount jo hum bonus ki earn karte hein wo amount hum ko instaforex.com jo aik broker website hai wahan per milti hai phir is sa trading kar kai hum log jo profit hota hai wo withdrawal karwa sakte hein. I recommend people to use payza.com ( e-currency ) to get withdrawal from your trading. Register Link of English Forex Forum for more details add me on skype : Mawaz_Bin_Sami email : mawazsami123@gmail.com mobile : +92-322-29-49-269
Instaforex guide in urdu, urdu forex trading, urdu forex knowledge, forum.mt5.com training in urdu, learn free forex in urdu.
Concept of Forex Trading Business In Urdu | Hindi
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment